Posts

Showing posts with the label rap

Aisi Taisi - Shubh Mangal Zyada Saavdhan | LYRICS

Image
Mika Singh Lyrics "Aisi Taisi" Ho Majnu Ka Dil London Mein Tha Aur Laila Thi Bihar Ki Laila Thi Bihar Ki Ho Dono Ke Milne Ko Na Thi Parmission Hi Sarkaar Ki Ho Majnu Ka Dil London Mein Tha Aur Laila Thi Bihar Ki Ho Dono Ke Milne Ko Na Thi Parmission Hi Sarkaar Ki Badi Tez Mohabbat Jaag Gayi Peechhe Ke Raste Bhaag Gayi Arrey Aag Laga Gayi, Aag Laga Gayi Gaav Mein Poore Pyaar Ki Meri Jaan, Meri Jaan Meri Jaan Aisi Taisi Ho Gayi Sanskaar Ki Meri Jaan Aisi Taisi Ho Gayi Sanskaar Ki Meri Jaan Aisi Taisi Ho Gayi Sanskaar Ki Haan Tab Tak Thi Nahi To Kya Matlab Jab Tak Na Hovein Shaadi Ghar Walon Ke Approval Pe Hi Kaid Hai Azaadi Jo Kehke Shaadi Ho Keh Do Ignore Karo Ityadi Apni Bhi Zimmedari Hai Is Dekh Ki Badhe Abaadi Laila Ko Lekin Chain Kahan Din Pe Duniya Ka Ban Kahan Mummy Papa Se Bin Poochhe Family Planning Taiyaar Ki Meri Jaan, Meri Jaan Meri Jaan Aisi Ta...

Ilzaam - Badshah | LYRICS

Image
Badshah    Lyrics "Ilzaam" Kal tak tha main sabka pyara Aaj chor ban gaya Gaana hit phir bhi Inke liye shor ban gaya Gande rap karne wala Sellout whore ban gaya Sahi banda hota tha Par ab kuchh aur ban gaya Bhai paise wala hai Saare paid views hain Badshah ne di donation Hat fake news hai 24 ghante rahta high Ek number ka nashedi Stage par chadhne se pehle Peeta grey goose hai Saare culture ki maa bahan ek kar daali Folk gaana sample karke mistake kar daali Is’se achcha to woh dusra singer hota tha Isne to bhai saari hadhein break kar daali Inki nazron mein Mera har ek gaana pit’ta hai L*de jaisie shakal hai Gainde jaise dikhta hai Music copy karta hai Fuddu rap likhta hai 10 saal industry mein Aise koyi kaise tikta hai Mujhe samjhao Karta raha hoon jo bhi mera kaam hai Badnam hoon kyun ki mera naam hai Yeh jaal bichhaya sareaam hai Aaj mujh pe lage ilzaam hain Karta raha hoon jo bhi me...