Posts

Showing posts with the label romance

Mere Liye Tum Kaafi Ho - Shubh Mangal Zyada Saavdhan | LYRICS

Image
Ayushmann Khurrana Lyrics "Mere Liye Tum Kaafi Ho" Teri meri aisi jud gayi kahaani Ke jud jaata jaise do nadiyon ka paani Mujhe aage tere sath behna hai Jaana tumhein to hai teh bata jaani Ke aye zindagi kaise banti suhaani Mujhe har pal tere sath rehna hai Tu kuchh adhoore se Hum bhi kuchh aadhe Aadha aadha hum jo dono mila dein To ban jaayegi apni ik zindgaani Yeh duniya mile na mile humko Khushiyan bhaga dengi har gham ko Tum sath ho phir kya baaki ho Mere liye tum kaafi ho Mere liye tum kaafi ho Mere liye tum kaafi ho Ek aasmaan ke hain hum do sitare ke Ke takraate hain toot’te hain bechare Mujhe tumse par yeh kehna hai Chakke jo do sath chlte hain thode to Ghisne ragadne mein chhilte hain thode Par yoon hi to kat’te hain kachche kinaare Yeh dil jo dhala teri aadt mein Shaamil kiya hai ibaadat mein Thodi khuda se bhi maafi ho Mere liye tum kaafi ho Mere liye t...

Leja Re - Dhvani Bhanushali | LYRICS

Image
Dhvani Bhanushali Lyrics "Leja Re" You Want Me, You Gotta Know Me If You Love Me, You Gotta Show Me Leja, Leja, Leja, Leja Leja Leja Re Mujh Se Door Kahi Na Ja Bas Yahin Kahin Rah Ja Main Teri Deewani Re Afsos Tujhe Hai Kya Mujh Se Door Kahi Na Ja Bas Yahin Kahin Rah Ja Main Teri Deewani Re Afsos Tujhe Hai Kya Teri Meri Kahani Nai Ban Gayi Tu Mera Ho Gaya Main Teri Ho Gayi Jahan Jaaye Tu Sang Mujhe Leja Leja, Leja, Leja, Leja Leja Leja Re Mehaki Raat Mein Chura Ke Saare Rang Le Ja Saare Rang Le Ja Raati Raati Mein Bheegun Sath Mein Tu Aisi Mulaqat De Ja Mulaqaat De Ja Ye Teri Meri Baate Ye Meethe Meethe Pal Ye Bheege Bheege Mausam Mile Na Humein Kal Tere Liye Main Hu Mere Liye Tu Hai Dar Kis Baat Ka Hai I Wanna Know You Right Boy You Hold Me Road Side Now I Wanna Hear You Say Jahan Jaaye Tu Sang Mujhe Leja Leja, Leja, Leja, Leja Leja Leja Re Mehaki Raat M...

Bheegi Bheegi - Neha Kakkar , Tony Kakkar | LYRICS

Image
Neha Kakkar & Tony Kakkar        Bhushan Kumar's Lyrics "Bheegi Bheegi" Ab kya nazron mein rakha hai Tera chehra kaafi hai Ab kya nazron mein rakha hai Tera chehra kaafi hai Tujhse hi khush rehta hai dil Tujhse hi naraaz bhi hai Yoon bheegi bheegi si barsaat bhi ahi Humdum tera sath bhi hai Yoon bheegi bheegi si barsaat bhi ahi Humdum tera sath bhi hai Ab yeh mohabbat kam na hogi Marte dum tak khatam na hogi Sirf labon pe aate nahi mere Dil mein yeh jazbaat bhi hain Yoon bheegi bheegi si barsaat bhi ahi Humdum tera sath bhi hai Yoon bheegi bheegi si barsaat bhi ahi Humdum tera sath bhi hai Dil ka rishta tod jo doge Mar jayenge chhod jo doge Tere sang jee sakta hoon Utni hi saansein mere paas bhi hain Yoon bheegi bheegi si barsaat bhi ahi Humdum tera sath bhi hai Yoon bheegi bheegi si barsaat bhi ahi Humdum tera sath bhi hai

Halka Halka - Raees | LYRICS

Image
Sonu Nigam Lyrics "Halka halka" Andaaz tere baanke Na jaanu hai kahaan ke Hmm hmm… Andaaz tere baanke Na jaanu hai kahaan ke Aaj bhi nayi lage teri har adaa Chhalka chhalka jo husn tera Halka halka hai mujhe tera nasha Halka halka hai mujhe tera nasha Halka halka hai mujhe tera nasha Ho ho… tum jo kehti ho (ha.aah!) Ho meri tum, sirf meri ho (ha.aah!) To mera mann, jhoom jaata hai Mera mann jhoom jhoom jhoom jaata hai Ho.. tum jo kehte ho (ha.aah!) Mere hi tum banke rehte ho (ha.aah!) To mera mann geet gaata hai Mera mann geet koi geet gaata hai Hmm.. andaaz tere baanke Na jaanu hai kahaan ke Aaj bhi nayi lage teri har adaa Chhalka chhalka jo husn tera Halka halka hai mujhe tera nasha Halka halka hai mujhe tera nasha Halka halka hai mujhe tera nasha… Halka halka hai mujhe teraa nasha..

Zaalima - Raees | LYRICS

Image
Arijit Singh & Harshdeep Kaur Lyrics "Zaalima" Jo teri khatir tadpe pehle se hi Kya usey tadpana o zaalima, o zaalima Jo tere ishq mein behka pehle se hi Kya usey behkana o zaalima, o zaalima (x2) Aankhen marhaba, baatein marhaba Main sau martaba deewana huaa Mera na raha jab se dil mera Tere husn ka nishana hua Jiski har dhadkan tu ho Aise dil ko kya dhadkana O zaalima, o zalima.. Jo teri khatir tadpe pehle se hi Kya usey tadpana o zaalima, o zaalima Saanson mein teri nazdeeqiyon ka Itrr tu ghol de, ghol de… Main hi kyun ishq zaahir karun Tu bhi kabhi bol de, bol de… (x2) Leke jaan hi jaayega meri Qaatil har tera bahaana hua Tujhse hi shuru Tujhpe hi khatam Mere pyaar ka fasaana hua Tu shamma hai toh yaad rakhna Main bhi hoon parwaana O zaalima, o zaalima.. Jo teri khatir tadpe pehle se hi Kya usey tadpana o zaalima, o zaalima Deedaar tera milne ke baad hi Chhoote meri...

Paniyo Sa - Satyameva Jayate | LYRICS

Image
Atif Aslam & Tulsi Kumar Lyrics "Paniyo Sa" Jo tere laagi preet mohe Rooh baar baar tera naam le Kyon rab se hai maangi yehi dua Tu hathon ki lakeerein thaam le Chup hain baatein Dil kaise bayan main karun Tu hi kehde woh jo Baat main keh na sakun Ki sang tere paniyon sa Paaniyon sa, paniyon sa behta rahun Tu sunti rahe main kahaniyan sa kehta rahun Ki sang tere baadlon sa Baadlon sa, baadlon sa udta rahun Tere ek ishare pe teri ore mudta rahun Aaadhi zamin, aadha aasmaan tha Aadhi manzilein, aadha raasta tha Ek tere aane se mukammal hua sab yeh Bin tere jahaan bhi bewajah tha Tera dil banke main sath tere dhdakun Khud ko tujhse ab door na jaane doon Ki sang tere paniyon sa Paaniyon sa, paniyon sa behta rahun Tu sunti rahe main kahaniyan sa kehta rahun Ki sang tere baadlon sa Baadlon sa, baadlon sa udta rahun Tere ek ishare pe teri ore mudta rahun

Haan Tum Ho - Love Aaj Kal 2 | LYRICS

Image
Arijit Singh , Shilpa Rao Lyrics "Haan Tum Ho"                                                           Haan tum ho Naa tum ho Tum ho khamoshi meri Chaahe bolo ya na bolo Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Haan.. Hmm... Mere raaste ko tum chura ke Ab raah mein apni mila do Jahaan mil sake saaya tumhaara Wahin saath mein thodi jagah do Tum jahaan kahogi wahin pe milunga Main yakin hoon tere saath hi rahunga Tera hoke, tera banke Tum ho toh main hounga Rehni zaroorat teri Chaahe bolo ya na bolo Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi, tum to rahogi meri Haan.. Hmm... Tere saath hai mere saaye woh khaab se Tere saath hai meri khwahishein Haare haare haare do naina ...

Rahogi Meri - Love Aaj Kal 2 | LYRICS

Image
Arijit Singh Lyrics "Rahogi Meri" Haan tum ho Naa tum ho Tum ho khamoshi meri Chaahe bolo ya na bolo Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Hmm... Mere raaste ko tum churaake Ab raah mein apni mila do Jahaan mil sake saaya tumhaara Wahin saath mein thodi jagah do Tum jahaan kahogi wahin pe milunga Main yaqeen hoon tere saath hi rahunga Tera hoke, tera banke Tum ho toh main hounga Rehni zaroorat teri Chaahe bolo ya na bolo Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi meri Tum toh rahogi, tum to rahogi meri Tum to rahogi Hmm...

Mehrama - Love Aaj Kal 2 | LYRICS

Image
Darshan Raval , Antara Mitra hra Lyrics "Mehrama" Chaahiye kisi saaye mein jagah Chaaha bahut baar hai Na kahin kabhi mera dil lagaa Kaisa samajhdaar hai Main na pohchun kyun wahaan pe Jaana chaahun main jahaan Main kahaan kho gaya Aisa kya ho gaya O mehrama, kya mila Yun juda hoke bata O mehrama, kya mila Yun juda hoke bata Na khabar apni rahi Na khabar apni rahi Na raha tera pata O mehrma, kya mila Yun juda hoke bata Jo shor ka hissa hooni Woh aawaz hoon Logon mein hoon Par tanha hoon main Haan tanha hoon main Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe Bolo magar na baatein karun Ye kya hoon main Sab hai lekin main nahi hoon Woh jo thoda tha kami Woh hawa ho gaya Kyu khafa ho gaya O mehrma, kya mila Yun juda hoke bata O mehrama, kya mila Yun juda hoke bata Na khabar apni rahi Na khabar apni rahi Na raha tera pata O meherma, kya mila Yun juda hoke bata

Haan Main Galat - Love Aaj Kal 2 | LYRICS

Image
Arijit Singh , Shashwat Singh Lyrics "Haan Main Galat" Haan main galat Galat meri baatein Galati se hi duniya bani Poora sahi koi nahin hai Le le meri chetaavani O ho ho.. Dil mein aaye O ho ho.. Aaj ho jaaye O ho ho.. Dil mein aaye O ho ho.. Aaj ho jaaye Aa stage laga hai badi jagah hai Do it with a twist... Haan main galat Galat hoja tu bhi Aaja karein galati nayi Darr ke sahi hua kahan koi Darte rahe pehle kayi O ho ho.. Aasmaan toote O ho ho.. Ye jahaan roothe O ho ho.. Aasmaan toote O ho ho.. Ye jahaan roothe Aa stage laga hai badi jagah hai Do it with a twist... Ho mera apna character Teri apni adaa Tootenge bikhrenge behkengesambhlenge dono Dil ke iss maamle mein Na kal ko lagaa Aklon mein uljhenge toh phislenge dono Ho mera apna character Teri apni adaa Tootenge bikhrenge Behkenge sambhlenge dono Dil ke iss maamle mein Na kal ko lagaa Aklon mein uljhenge toh phisl...