Laila Main Laila - Raees | LYRICS

Pavni Pandey

Lyrics

"Laila Main Laila"




(O Laila…)
Laila main Laila, aisi hoon Laila
Har koi chaahe mujhse milna akela (x2)

Jisko bhi dekhun (aa haa)
Duniya bhula doon (aa haa)
Majnu banaa doon (aa haa)
Aisi main Laila
(O Laila…)

Ho.. ye kaise hain lamhein
Jo itne haseen hain
Meri aankhein mujhse
Yeh kya keh rahi hain

Tum aa gaye ho (aa haa)
Yakeen kaise aaye (aa haa)
Ye dil keh raha hai (aa haa)
Tumhe chhu ke dekhun

Laila main Laila, aisi hoon Laila
Har koi chaahe mujhse milna akela
Laila o Laila Laila
Aisi tu Laila
Har koi chaahe tujhse
Milna akela

O Laila, aaha, aaha, aaha…
Laila Laila…
Hey Hey…

Hey…
Mohabbat ka dassta tumhe naag hai kya
Tumhare bhi dil mein lagi aag hai kya

Mere liye kya (Laila!)
Tadapte ho tum bhi (Laila!)
Main betaab jaise (Laila!)
Tumhare liye hoon…
(O Laila…)

Laila main Laila, aisi hoon Laila
Har koi chaahe mujhse milna akela

Laila o Laila Laila
Aisi tu Laila
Har koi chaahe tujhse milna akela (x2)



Comments

Popular posts from this blog

Paisa - Super 30 | LYRICS

Total Dhamaal Theme - Total Dhamaal | LYRICS

Jugraafiya - Super 30 | LYRICS